kash meray bhi armaan puray hotay,
kaash ke mujhay bhi kabhi mil jata koi,
dekhti may usay har pal, rehti khoi khoi,
zindagi piyaar bina aadhuri si hoti hay,
ek saathi bina suni suni si hoti hay,
kaash ke mujhay bhi kisi ka saath mila hota,
kaash ke meri zindagi may bhi ye bahar aaye hoti

No comments:
Post a Comment