Bikhar rahi hai meri zaat ussey kehna,
Kabhi mile toh yehi baat ussey kehna,
Woh saath tha toh zamana tha hum safar,
Magar ab koi nahi mere saath ussey kehna,
Ussey kehna ke bin uss ke din nahi kattey,
Sisak sisak kar kati hai raat ussey kehna,
Nahi raha woh haalat issey kehna,
Agar lautkar na aaya to meherbaan mere,
Hamaray zeest ke haalat ussey kehna,
Har jeet uss ke naamkar raha hu'n main,
Main manta hu'n apni haar ussey kehna.
Kabhi mile toh yehi baat ussey kehna,
Woh saath tha toh zamana tha hum safar,
Magar ab koi nahi mere saath ussey kehna,
Ussey kehna ke bin uss ke din nahi kattey,
Sisak sisak kar kati hai raat ussey kehna,
Nahi raha woh haalat issey kehna,
Agar lautkar na aaya to meherbaan mere,
Hamaray zeest ke haalat ussey kehna,
Har jeet uss ke naamkar raha hu'n main,
Main manta hu'n apni haar ussey kehna.
No comments:
Post a Comment